कभी कभी भगवान को भी | Bhakto Se Kam Pade Bhajan Lyrics

    राम भक्ति भजन लिरिक्स संग्रह

    कभी कभी भगवान को भी | Bhakto Se Kam Pade Bhajan Lyrics

    कभी कभी भगवान को भी - भक्तों से काम पड़े भजन लिरिक्स

    कभी कभी भगवान को भी
    भक्तो से काम पड़े।
    जाना था गंगा पार,
    प्रभु केवट की नाव चढ़े ॥


    अवध छोड़ प्रभु वन को धाये,
    सिया-राम लखन गंगा तट आये।
    केवट मन ही मन हर्षाये,
    घर बैठे प्रभु दर्शन पाए ।
    हाथ जोड़ कर प्रभु के आगे
    केवट मगन खड़े।
    जाना था गंगा पार
    प्रभु केवट की नाव चड़े ॥


    प्रभु बोले तुम नाव चलाओ,
    पार हमे केवट पहुचाओ ।
    केवट बोला सुनो हमारी,
    चरण धुल की माया भारी ।
    मैं गरीब नैया है मेरी
    नारी ना होए पड़े।
    जाना था गंगा पार
    प्रभु केवट की नाव चड़े ॥


    केवट दौड़ के जल भर ले आया,
    चरण धोय चरणामृत पाया ।
    वेद ग्रन्थ जिन के गुण गाये,
    केवट उनको नाव चढ़ाए ।
    बरसे फूल गगन से ऐसे,
    भक्त के भाग्य जगे।
    जाना था गंगा पार
    प्रभु केवट की नाव चढ़े।।


    चली नाव गंगा की धारा,
    सिया राम लखन को पार उतारा ।
    प्रभु देने लगे नाव चढाई,
    केवट कहे नहीं रघुराई ।


    कभी कभी भगवान को भी
    भक्तो से काम पड़े।
    जाना था गंगा पार,
    प्रभु केवट की नाव चढ़े ॥
    पार किया मैंने तुमको,
    अब मोहे पार करो।
    जाना था गंगा पार प्रभु केवट की नाव चढ़े ॥


    यह भजन Lyrics भी पढ़े :-

    1.   माजीसा री मूरत लागे प्यारी घणी, लीला अजब घणी लिरिक्स

    2. कुण जाणे या माया श्याम री | Kun Jane Ya Maya Shyam Ri Bhajan Lyrics

    3. Kai Khelya Kai Khelasi Bhajan Lyrics | कई खेल्या कई खेलसी कई खेल सिधारया ए

    4. Bole Nari Suno Piyaji Lyrics | बोलै नारी सुणो पियाजी, मानो म्हारी बात  

    5. Raja Bharathari se Araj Kare Lyrics | राजा भरथरी से अरज करे भजन लिरिक्स


    Kabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi - Bhakton Se Kaam Pade Lyrics

    Kabhi kabhi Bhagwan ko bhi
    Bhakton se kaam pade.
    Jana tha Ganga paar,
    Prabhu Kevat ki naav chhade.

    Avadh chhod Prabhu van ko dhaye,
    Siya-Ram Lakhan Ganga tat aaye.
    Kevat man hi man harshaye,
    Ghar baithe Prabhu darshan paaye.
    Haath jod kar Prabhu ke aage,
    Kevat magan khade.
    Jana tha Ganga paar,
    Prabhu Kevat ki naav chhade.

    Prabhu bole tum naav chalao,
    Paar hume Kevat pahuchao.
    Kevat bola suno hamaari,
    Charan dhool ki maya bhaari.
    Main gareeb, naiyya hai meri,
    Naari naa hoye pade.
    Jana tha Ganga paar,
    Prabhu Kevat ki naav chhade.

    Kevat daud ke jal bhar laya,
    Charan dhoye, Charanamrit paaya.
    Ved granth jin ke gun gaye,
    Kevat unko naav chhadhaye.
    Barse phool gagan se aise,
    Bhakt ke bhaag jage.
    Jana tha Ganga paar,
    Prabhu Kevat ki naav chhade.

    Chali naav Ganga ki dhaara,
    Siya Ram Lakhan ko paar utaara.
    Prabhu dene lage naav chadhaai,
    Kevat kahe – "Nahi Raghuraai".

    Kabhi kabhi Bhagwan ko bhi
    Bhakton se kaam pade.
    Jana tha Ganga paar,
    Prabhu Kevat ki naav chhade.
    Paar kiya maine tumko,
    Ab mohe paar karo.
    Jana tha Ganga paar, Prabhu Kevat ki naav chhade.


     

    आप भक्ति साधना जगत के तीव्र अपडेट के लिए इस व्हाट्सएप्प चैनल को जरूर Follow कर लेवें।
    👇👇👇👇

    Telegram Group Join Now
    WhatsApp Group Join Now

    Popular Bhajans Lyrics

    Stay Connected With Us

    Post Your Comment